Subscribe For Free Updates!

We'll not spam mate! We promise.

Friday 9 January 2015

Surah Fateha Ka Mokel Sy Jahiz Hajat Poori Karwana...

As salamu allaiqum

ake assan amal bata deta ho surah fateha ka . is amal se na kohi rajat hote ha or na he kohi nooksan or is amal ko karna ki kohi be shart or pabandi ki be zaroorate nahi or na he kisi jalali or jamali perhaz k karna ki zaroorate ha kohi be shaks is amal ko ba assani kar sakta ha . agar kohi shaks yeah chahe k wo surah fateha ka mokel se kam lay or surah fateha ka mokel us ki her jahiz kam main madat kareen to wo u kareen apna room alag karleen yani alag room main sohe , pak saaf ho kar . bawazu halat main apna kamre main aggarbati jalahe . or is amal ki recording raat ko sote waquat apna pc ya mp3 player main play kar k or auto repeat per kar k so jahe taka recording bar bar play hote rahe recording play karna ki awaz ko itna rakhe ka app ko sonahe deta rahe yani sota howa be recording ki awaz apka kano main parti rahe or sobah oth kar is amal ki recording ko band karden roz . ana yeah kam kareen takrebon is amal ki meyad , 4 din se le kar 40 din tak ki ha . jesa jesa din barte jahe gay mokel amel ko jan jata ha phir ahista ahista mokel us ka khoweb main zahir hota ha

mokelat ka ana ki alamat yeah ha
1 khoweb main buzurg nazar ana . yani ahsa admi nazar ana jis ki dare ho zada tar white dare walay buzurg nazar ate ha . kabe kabe kali dare walay jawan qari ya masjid ka iman ki sorate main nazar ate ha . agar is tarah ka khoweb ana shoro ho jahe to samajh lay ka apka pass mokelat ka ana start ho gaya ha
2 khoweb main mazar nazar ana ya apna app ko kisi dargah darbar main deak na zada tar green colour ki mazar zada nazar ate ha
3 khoweb main apna app ko khana kaba main deak na
4 khoweb main apna app ko ya kisi dosare ko namaz parte deak na
5 khoweb main masjid deak na . ya masjid ka under namaz parna . agar is tarah ka khoweb app deak lay ka app masjid ka imam ka picha namaz par rahe ha or bohat sare log imam ka picha namaz par rahe ha to app samajh lay hazaro mokelat ka ana shoro ho gaya ha apka pass or agar app be un logo ka sath khoweb main namaz par rahe ha to app samajh lay ka mokelat ny app ko select karliya ha yani apko passand karliya ha . agar apki in se achi setting ho jahe to app direct khana kaba main namaz par sakta ha alam e badare main (yani neend ki halat main )
6 jisam main se golab ki khushboo ana
7 khoweb main white shalwar kameez walay kapro main log nazar ana
8 khoweb main quran pak deak na ya quran pak ki tilawat sun na . ya kisi ko quran pak parte howa deak na
9 real life main acha acha mohal lag na yani life main kushe kushe mehsos karna
10 apna app ko bohat thanda mezaj or shafqat karna walay banta deak na real life main
11 Allah tala se mohobat karna or nabi pak se mohobat karna real life main

yeah kuch alamateen ha jo mana likhi ha jab mokelat ka Aamil ka pass ana jana start ho jata ha. agar kohi jado ya jinnat ka victim is amal ko kareen ga to garantee nahi ha k wo kamyab ho ga q k shaitan apna se pore kushes kare ga ka amal kamyab na ho saka agar kala jadoo ka victim ya jinnat ka victim irado ka mazbot ha to wo zaroor in mokelat se apna kam k liya madat lay la ga laken is main time phir be lag jata ha

agar doran amal is kisam k log khoweb main zahir ho jesa kohi nanga kara ha ya kohi lady nangi ha or poti pishab deakha , ya khoweb main zina deakha to samajh lay bajahe mokelat ka shaitan tang arana ah gaya ha . bazz okat shaitan buzurgoo ki shakel main hazir hota ha white kapre or dare be hote ha laken shaitan ko pachan ny ki 2 , 3 alamateen ha , no 1 shaitan ka azu nazar ah raha hota ha yani private part deak raha hota ha wo us ko nahi chopa sakta , no 2 shaitan ka face kala nazar ah raha hota ha , or agar mazeed achi tarah tasali karni ho ka yeah mokel ha ya nahi to phir aeo zubilah pareen ya phir lahol wala kowata illa billa pareen agar shaitan howa to ushe waquat bag jahe ga

agar kisi ko khoweb main mokelat wali alamateen zahir hona shoro ho jahe to samajh lay k app kamyab ho rahe ha agar app ko 4 ya 5 din se yeah alamateen zahir hona shoro ho jahe to app apna 40 din pore kareen amal ki reocording roz raat ko chala kar sohe taka khoweb main mokelat app ko waze ho
jab app ka 40 din pore ho jahe to app us ka baad jab jab apko mokel ki zaroorate ho to app is amal ki recording chalahe 2 ya 3 ganta tak or wahe beta rahe phir app Allah se dua kareen for example
ya Allah mare nookare lag jahe . to Allah tala k hukum se wo mokel apki zaroor madat kareen ga . ishe tarah app bar bar yeah recording chala kar mokel se her jahiz kam lay sakta ha
jab tak apka maqsad hall na ho app is amal ki recording ko daily chala kar wohe wohe hukum deta rahe taka maksad jaldy pora ho is amal se sirf jahiz kam lay . najahiz kam her gezz mat lay . najahiz kam lay ga to nooksan ho ga
agar kisi ko mokelat khoweb main nazar nahi ata to wo apna 40 din pore kar k ahsa he dua manga bazz okat mokelat zahir nahi hote laken Aamil ka hukum maanta ha or us ka kam ko pora karte ha
note = mokelat ko is kisam ka hukum madat den ka mera se hum kalam ho ya mera samna hazir ho jao , ya mujh se baat karo . . yeah sab karna ka liya mokelat ki tamam sharayat pore karni parte or us main nooksan ka be khatra hota ha yeah sirf direct mokel se kam karvana ka amal ha to sirf mokel se kam he lay us ko hazir hona ko mat bolay . agar kisi din amal reh jahe to akhir ka dino main pora karleen .........


                      DOWNLOAD NOW